Monday, 5 August 2013

Jo aadmi ziyada hansta hai us ka roab khatam ho jata hai

"Hazrat Ummer Bin Khitab (R.A) ki 6 naseehatien"
1: Jo aadmi ziyada hansta hai us ka roab khatam ho jata hai.
2: Jo mazak ziyada karta hai, log us ko halka aur be-hesiyat samjhte hain.
3: Jo batien ziyada karta hai us ki laghzishen ziyada ho jati hain.
4: Jis ki laghzishein ziyada ho jati hain uski haya kam ho jati hai.
5: Jis ki haya kam ho jati hai us ki parhezgari kam ho jati hai.
6: Jis ki parhezgari kam ho jati hai us ka dul murda ho jata hai "
[Hayat-ul-Sahaba]

Post a Comment

Popular Posts

check sims online

About

Credits