Saturday 3 August 2013

Jo mere zikr se moun more ga us per zindagi tang ho gi

0 comments
Bismillah al rehman al rahim
"Aur jo Mere zikr (dars-o-naseehat) se moun more ga..
us per zindagi tang hogi aur qayamat key roz
hum ise andha uthaen ge"
[Sureh Taha 124]

Duniya mein 4 martba waqt ruk gaya tha

13 comments
Duniya mein 4 martba waqt ruk gaya tha
"1: Jab Aap (S.A.W) Meraj per tashreef le gae the.
 2: Jab Hazrat Bilal (R.A) ne azaan nahi di.
 3: Jab Bibi Fatima (R.A) key sir se doopta sarak gaya tha,
     aur do baal nazar aa rahe the.
 4: Jab Hazrat Ali (R.A) ki namaz qaza ho rahi thi"

Waqt waqt ki bat hai Aik darwesh bazar mein betha tha

0 comments
"Waqt waqt ki bat hai"
"Aik darwesh bazar mein betha tha,
aik Badsha ka guzar wahan se hua to us ne poocha..
key Bhai kiya kar rahe ho...?
Darwesh ne kaha key bandon ki Allah se sulah karwa raha hoon,
Allah to maan raha hai magr bande nahi maan rahe.
Kuch dino bad darwesh Qabrustan mein betha hua tha,
Aetifaq se Badsha wahan aa pohncha aur poocha...
yahan kiya kar rahe ho.....?
Darwesh ne jawab diya Allah ki bandon se sulah karwa raha hoon,
Bande to maan rahe hain lekin aj Allah nahi maan raha."
Zara sochiye aur Namaz ki pabandi kijiye

Amal ki kitab thi dua ki kitab bana diya.

2 comments
"Quran"
"Amal ki kitab thi, dua ki kitab bana diya.
Samajhne ki kitab thi, parhne ki kitab bana diya.
Zindon ka dastoor tha, murdoon ka manshoor bana diya.
Jo ilam ki kitab thi, use la-ilmon key hath thama diya.
Taskheer-e-Qainaat ka dars dene ai thi, sirf madarson ki zeenat bana diya.
Murda Qoumon ko zinda karne ai thi, murdoon ko bakhshwane per laga diya."
Aey Musalmano yeh ham ne kiya keya? Zara sochiye

Aik martba aik medan me barish key liye dua ki jani thi

0 comments
"Aik martba aik medan me barish key liye dua ki jani thi,
sub log is medan me jama hone lage.
Aik bacha medan me chatri le kar dakhil hua,
sub ise dekh kar heran hue, aik shakhs ne poocha!
Beta ye chatri kyun lae ho?
Bache ne masoomiyat se jawab diya....
Jis Khuda se mangne ae ho us per itna bhi bharosa nahi"
"Allah per tawakal yaqeen ki had tak karo"

A Muslim is the one who avoids harming Muslims

0 comments
 Hazrat Abdullah bin Umer narrated:
 The Prophet said:
 "A Muslim is the one who avoids harming Muslims
 with his tongue and hands. 
And a Muhajir (emigrant) is the one.... 
who gives up (abandons) all what Allah has forbidden." 

All the sins of my followers will be forgiven except those

0 comments

The Prophet (S.A.W) said that: 
"All the sins of my followers will be forgiven except those

 of the Mujahirin (those who commit a sin openly or disclose their sins to the people). 
An example of such disclosure is that a person commits a sin
 at night and though Allah screens it from the public, 
then he comes in the morning, and says,
 'O so-and-so, I did such-and-such (evil) deed yesterday,'

 though he spent his night screened by his Lord (none knowing about his sin) and in the morning he removes Allah's screen from himself." 
[Bukhari: Book 8 Volume 73 Hadith 95]

Abusing a Muslim is Fusuq and killing him is Kufr

0 comments
Hazrat Abdullah narrated that:
 The Prophet said,
 "Abusing a Muslim is Fusuq [an evil doin] and 
killing him is Kufr [disbelief]."
 Narrated 'Ubada bin As-Samit:
 "Allah's Apostle went out to inform the people about the [date of the] night of decree [Al-Qadr)] but there happened a quarrel between two Muslim men.
 The Prophet said, "I came out to inform you about [the date of] the night of
 Al-Qadr, but as so and so and so and so quarrelled, 
its knowledge was taken away [I forgot it] and maybe it was better for you.
 Now look for it in the 1st,3rd, 5th, the 7th and the 9th [of the last 10 nights of the month of Ramadan]." 

Us waqt tumhara kiya haal hoga jab tumhare nou-jawan

0 comments
Huzoor-e-Akram (S.A.W) ne irshad farmaya:
"Us waqt tumhara kiya haal hoga jab
tumhare nou-jawan badkar ho jaen ge aur
tumhari larkiyan aur auraten tamam hadood phlang jaen gi?
Sahaba ne arz kiya, Ya Rasool Allah (S.A.W) kiya aisa bhi ho ga?
Aap (S.A.W) ne jawab diya "Han"
aur us se barh kar us waqt tumhara kiya haal hoga jab,
Na tum bhalai ka hukam karo ge aur na burai se mana karo ge?
Sahaba ne arz kiya, Ya Rasool Allah (S.A.W) kiya aisa bhi hoga?
Aap (S.A.W) ne jawab diya "Han"
aur is se bhi bad tar us waqt tum per kiya guzre gi jab,
Jab tum burai ko bhalai aur bhalai ko burai samjhne lago ge?

Prayer is not asking, it is a longing of the soul

0 comments
"Prayer is not asking.

 It is a longing of the soul.
It is daily admission of one's weakness.
It is better in prayer to have a heart without words...

 than words without a heart.
so Keep praying with the soul and a pure heart"

Aftari key waqt dua na mangna aisa hi hai

0 comments
"Aftari key waqt dua na mangna...
aisa hi hai jaisa key kisi mazdoor ne
poora din mazdoori ki aur.......
apni ujrat liye bghair hi chala gaya"

When you carry Qur'an the devil gets headache

1 comments
"When you carry Qur'an the devil gets 
headache.......
When you open it,
he collapses..........
When he sees you reading it,
he faints.....
When he sees you living it,
he flees..........
So Recite the Quran daily and defeat the devil"

Qurani ayaahs on business

0 comments
Qurani ayaahs on business,
“And O my people!
 Give just measure and weight,
 not withhold from the people the things that are their due:
 commit not evil in the land with intentt to do mischief."
 [Sureh Hood verse 85]
 "Give full measure when ye measure and weigh
 with a balance that is straight: 

that is the most fitting and the most advantageous in the final determination."
[Sureh Israa verse 35]

Mout mein sab se kam takleef paane wala kon hai?

0 comments
"Mout mein sab se kam takleef paane wala kon hai?"
Huzoor-e-Akram (S.A.W) ne irshad farmaya:
"Shaheed qatal ki sirf itni takleef mehsoos karta hai
jitni key tum logon mein se koi shakhs...
Choonti (ant) key qatne se karta hai"
[Tirmizi]

Apne aap ko aisa banao key Allah key nazdeek

0 comments
"Apne aap ko aisa banao key..
Allah key nazdeek sab se behtar,
Nafs key nazdeek sab se bad tarr aur....
Makhlooq mein sab key brabar ho jao."
Hazrat Ali

Jo shakhs Allah per aur qayamat per yaqeen rakhta hai

0 comments

Rusool-e-Kareem (S.A.W) ne irshad farmaya:
"Jo shakhs Allah per aur Qayamat per
Yaqeen rakhta hai usey chahiye key....
Achi bat kahey ya phir khamosh rahe"
[Sanan Ibn-e-Maja]

Hum hi paani se ladi hui hawaon ko bhejte hain

0 comments
"Allah sab ka waris hai"
"Hum hi paani se ladi hui hawaon ko bhejte hain,
Phir hum hi Asman se pani barsate hain,
Phir wo pani tum ko peeney ko dete hain aur
tum itna paani jama kar key na rakh sakte the.
Hum hi zindadgi aur mout dete hain aur 
Hum hi sab key waris hain."
[Srueh al Hijr, 22:23]

Jab tum mein se koi roza rakhe na to fehash batien kare

0 comments
Huzoor-e-Akram (S.A.W) ne irshad farmaya:
"Jab tum mein se koi roza rakhe na to
fehash batien kare, na to shor machaey,
aur agar koi shakhs is se jhagra kare
to wo kahe (bhai mujhe maaf kar do) 
main rozedaar admi hoon"
[Sahi Bukhari, 1:255]

Friday 2 August 2013

ye aik qisam ki chori hai key shetan

0 comments
Hazrat Ayesha (R.A) riwayat karti hain key
maine Hazrat Muhammad (S.A.W) se...
"Namaz mein idhar udhar dekhne ki babat poocha to
Aap Muhammad (S.A.W) ne farmaya...
Ye aik qisam ki chori hai key shetan
bande ki namaz se kar leta hai"
[Sahi Bukhari]

Shall I not send you on the same mission

0 comments
It was narrated that Abu Al-Hayyaj Al-Asade said:
 Ali bin Abi Talib said to me: 
"Shall I not send you on the same mission 
as the Messenger of Allâh (Peace be upon him) sent me (saying):
 "Do not leave any statue without destroying it

 nor any raised grave without leveling it"
[Muslim 2243]

The most truthful of speach is the Book of Allah...

0 comments
The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said:
 “The most truthful of speach is the Book of Allah... 
and the best of guidance is the guidance of Muhammad,
 and the most evil of things are those which are newly-invented.”
 And he (peace and blessings of Allaah be upon him) said:
 “Whoever innovates anything in this matter of ours (i.e., Islam),

 that is not part of it will have it rejected.”
[Bukhari 2697]

Kahan poosheed hai wo nazar kyun nahi ata...

0 comments
Allah Nazar kyun nahi ata
"Aik yahoodi ne Hazrat Ali se poocha:
Tumhara Allah nazar kyun nahi ata?
Hazrat Ali ne kaha tum sooraj ko ghor se dekho?
Us ne kaha main sooraj ko nahi dekh sakta.
Hazrat Ali ne farmaya tum sooraj ko nahi dekh sakte
to us key banane wale ko kaise dekh sako ge"
"Kahan poosheed hai wo nazar kyun nahi ata...
Aik wohi to nazar ata hai jab kuch nazar nahi ata"

Jo log tumhen namaz parhate hain agr theek thak parhaen ge

0 comments
Rusool Allah (S.A.W) ne irshad farmaya:
"Jo log tumhen namaz parhate hain..
Agr theek thak parhaen ge to tumhare liye sawab hai,
aur agar wo ghalti karen ge to tumhare liye to..
sawab hai hi aur un per Gunah hai"
[Sahi Bukhari, Hadees # 661]

Kiya tum me se koi jo apne sir Imam key sir se pehle utha leta hai.

0 comments
Rusool-e-Akram (S.A.W) ne irshad farmaya:
"Kiya tum me se koi jo apne sir (head),
Imam key sir se pehle utha leta hai...
Is bat ka khauf nahi karta key...
Allah is key sir ko gadhey (donkey) ka sa sir 
bana de ya uski soorat ko gadhey  (donkey) ki 
si soorat bana de"
[Sahi Bukhari, Hadees # 658]

Every time you mistreated a woman You give up

0 comments
"Every time you mistreated a woman..
You give up the right to be...
            treated like a man"

Toheed musalmano key liye Imaan ki jarr (root) hai

0 comments
"Dus (10) Qeemti batien"
1: Toheed musalmano key liye Imaan ki jarr (root)hai.
2: Itbaa-e-Rasool mein musalmano ki qamyabi hai.
3: Shareeat per amal karna musalmano key liye aman hai.
4: Jahalat per chalna insan key liye barbadi hai.
5: Itefaq se rehna musalmano ki khas shan hai.
6: Taqwa se insan maarfat tak pohnchta hai.
7: Nafsani khuwahish admi ko tabah karti hai.
8: Toba kar lena Adam ki sunnat hai.
9: Zid per addey rehna Iblees ka kam hai.
10: Manzil tak wohi pohnchta hai jis ko haq ki talash hai."

kabhi kisi ko safaai peish na karo kyun key

0 comments
"kabhi kisi ko safaai peish na karo..
kyun key...
Jisey tum per yaqeen hai usey safaai 
ki zaroorat nahi hogi..
aur jise tum per yaqeen nahi hai usey..
tumhari safaai se koi fark nahi pare ga"

The Fire of Jahanam and Azaab-e-Qabr will not touch the person

0 comments
"The Fire of Jahanam and Azaab-e-Qabr
 will not touch the person who recites
 "Allah-huma ajir-ne minen-naar" 
7 times after namaz-e-maghrib and fajr"

Mere amaal is qabil to nahi key main jannat mangoo

0 comments
"Mere amaal is qabil to nahi key main jannat mangoo
                           Ya Rab....
Bus itni si Iltija hai key mujhe Jahanum se bacha lena"
Ameen

Meri zuban ki adaegi bus itni ho Ya Rab

0 comments
"Meri zuban ki adaegi bus itni ho Ya Rab.....
key Akhri sans nikalne se pehle mujhe qalma naseeb ho"

Whosoever recites only one ayat in the Holy month of ramadan

0 comments
Propeht Muhammad (S.A.W) said that:
"Whosoever recites only one "Ayat" in ....
theHoly month of  Ramadan..,
He will be awarded as if he had..
recited the full Qur'an in other months"

Jis kisi ne ramzan ki raton mein khuloos-e-imaan

0 comments
"Jis kisi ne Ramzan ki raton mein..
khuloos-e-Imaan aur sawab ki niyat 
se Allah se dua mangi (ibadat ki),
us key pichle tamam gunah maaf kar
diye jaen ge"
[Sahi Bukhari]

Ramadan is like a rare flower that blossoms once a year

0 comments

Ramadan 
"Is like a rare flower
That blossoms once a year
And just as you begin to smell its fragrance
It disappears for another year 
Make the most of it now
While you still have the chance
For the harvesting season is here
And it won’t last 
The last 10 days
Have approached so fast


Multiply your deeds
So your rewards be dear "

Thursday 1 August 2013

The Quran is my best friend,It always calms me down

0 comments
"The Quran is my best friend"
"It always calms me down.
whenever I have felt sadness
there is something about when
The Qura'an enters your heart
that takes away ...
any wordly negativity"

The suplication of a fasting person at the time of

0 comments
Prophet Muhammad (S.A.W) said that..
"Indeed, the suplication of a fasting person
at the time of breaking his fast....
                is not Refused"

Don't hurt anyone it only takes a few seconds

0 comments
"Don't hurt anyone..
It only takes a few seconds..
to hurt people you love..
and it can take years to heal"

The Graves are full of people who thought

0 comments
"The Graves are full of people who..
thought that they would practice Islam
when they became Old"
Old age is not promised to anyone.

What if we cared about what Allah thinks of us

0 comments

What if we cared about what Allah thinks of us.

The way we cared about what people thinks of us?
"No vision can grasp Him.But His grasp is over all vision.
God is above all comprehension.
Yet He is acquainted with all things."
[Al Quran 6:103]

Have patience and wait for the thing you want most

0 comments
"Have patience and wait for the thing 
you want most....
Don't chase it...
Don't run after it..
if God want's you to have it,
He will give it to you"

You did not come to this life with your own will

0 comments
"You did not come to this life with 
your own will.Also, you will not leave this 
world with your own will.
Then why live this life according to your 
own will???????????????
A Muslim is he who submits himself
to the will of Allah"

Jo kuch tum kar rahe ho is per tumhara Rab

0 comments
"Jo kuch tum kar rahe ho is per....
tumhara Rab nigah rakhta hai.
In zalimon ki taraf zara na jhukna
warna jahanum ki lapet me ajao ge.
aur tumhen koi aisa vali ya sar-parast 
nahi mile ga jo Allah se tumhen bacha sake
aur kahin se tumhen madad na pohnche gi"
[Sureh Hood]

Allah aik hai Allah be nayaz hai

0 comments
"Allah aik hai.....
Allah be nayaz hai..
Na is ki koi aulad hai..
Na wo kisi ki aulad hai..
Is ka koi hamsar ya saani nahi"
[Sureh Ikhlas]

He puts forth for us a parable and forgets his own creation

0 comments
"And he (man) puts forth for us a parable,
and forgets his own creation. He says
"Who will give life to these bones after 
they are rotten and have become dust?"
"Say (O Muhammad S.A.W),He will 
give life to them who created them for the 
first time.And He is the All-Knower of 
every creation."
[Sureh Yaseen 78:79]

The men and the women who remember Allah

0 comments
"And the men and the women who...
remember Allah much with their 
hearts and tongues,Allah has prepared
for them forgiveness and a great reward"
[Al Qura'an 33:35]

When someone does something that hurts you

0 comments
"When someone does something..
that hurts you....
Make a promise to yourself and
Allah (SWT) that you will never do
the same thing to anyone else"

No misfortune ever befalls unless it be by Allah

0 comments
"No misfortune ever befalls unless it be by
Allah's leave.and whosoever has faith in Allah,
Allah directs his heart along the right path.
Allah has knowledge of everything."

Verily Allah provides sustenance to whom e will without limit

0 comments
"Verily Allah provides sustenance to
whom e will without limit.
If You give thanks,..
I will give you more"
[Al-Ibrahim:7]

Jo koi bhi amal karo soch samajh kar kiya karo

0 comments
Hazrat Ali (R.A) ne farmaya:
"Jo koi bhi amal karo soch samajh
kar kiya karo kyun key...
Har amal mein us ka ajam aise chupa hota hai..
Jaise beej k andar darakht"

Say,if the ocean were ink wherewith to write out

0 comments
"Say, if the ocean were ink (wherewith to write out)
the words of my Lord; sooner would the ocean be
exhausted than would the words of my Lord,
even if we added another ocean like it,
for its aid"
(Al-Kahaf?: 109)

Duniya mein is tarha raho goya tum musafir ho

0 comments
"Nabi Kareem (S.A.W) ne farmaya:
Duniya mein is tarha raho goya...
Tum musafir ho ya musafirat 
ka raasta tay kar rahe ho"
(Sahi Bukhari)

Popular Posts

check sims online

About

Credits