Saturday, 3 August 2013

Amal ki kitab thi dua ki kitab bana diya.

"Quran"
"Amal ki kitab thi, dua ki kitab bana diya.
Samajhne ki kitab thi, parhne ki kitab bana diya.
Zindon ka dastoor tha, murdoon ka manshoor bana diya.
Jo ilam ki kitab thi, use la-ilmon key hath thama diya.
Taskheer-e-Qainaat ka dars dene ai thi, sirf madarson ki zeenat bana diya.
Murda Qoumon ko zinda karne ai thi, murdoon ko bakhshwane per laga diya."
Aey Musalmano yeh ham ne kiya keya? Zara sochiye

3 comments

25 May 2019 at 07:52

Who has written above posted poem about Quraan?

Zahid Rashid
29 August 2019 at 00:00

Doctor Pandat Shakrial (Ex-President of India)

Anonymous
3 June 2024 at 22:23

Pandit Shankar Dayal Sharma, 9th President of India. Highly learned man.

Post a Comment

Popular Posts

check sims online

About

Credits