Thursday 1 August 2013

Allah key nazdeek sab se pasandeeda amal

"Kiya aap jante hain key...
Allah key nazdeek sab se pasandeeda amal..
sub se bari farman-bardaari aur..
Allah key sub se qareeb karne wala amal..
Namaz hai..
agar tum ne is namaz ki hifazat na ki..
aur waise namaz na parhi jaise tumhare
Rab ne hukam diya hai to wo din door
nahi jab tumhari namaz parhi jae gi..
aur tab tum chaho ge bhi to namaz ada 
na kar sako ge.
"Is daur me parh le momin sasti hai namaz..
Mile gi na ye mohalat mehshar me kisi qeemat per bhi"
Namaz ki pabandi karen

Post a Comment

Popular Posts

check sims online

About

Credits