Thursday 1 August 2013

Aik shakhs ne musalman hone key bad poocha

"Hazrat Ali (R.A) se aik shakhs ne musalman
hone key bad poocha key daur-e-jahiliyat me...
maine aik mannat mani thi key mere haan beta paida ho
ga to main kutey key sath khana khaon ga..
ab wo poori ho gai hai to mujhe kiya karna chahiye?
Aap (R.A) ne jawab diya key..
aisi mannat nahi manga karo, ab aisa karo key 
door key kisi gaon me jaon aur aisa admi talash
karo jis ne 3 din se namaz na parhi ho..
us key sath beth kar khana kha lo"
ye haisiyat hai 3 din tak namaz na parhne wale ki

Post a Comment

Popular Posts

check sims online

About

Credits