Sheik Saadi farmate hain:
"1: Jo dukh de usey chor do magar jise chor do usey dukh mat do.
2: Din ki roshni mein rizq talash karo aur rat key...
andherey mein usey talash karo jo rizq deta hai.
3: Agr tum Allah ki ibadat nahi kar sakte to gunah karna chor do.
4: Asmaan per nigah zaroor rakho magr ye bhi...
yad rakho key paon zameen per hi rakhe jate hain"
Post a Comment